Amrish Puri – Dilwale Dulhania Le Jayenge
Dilwale Dulhania Le Jayenge - Ja Simran ... ja jeele apni zindagi ... ja beta ja.
Amrish Puri – Mr. India
Mr. India - Mogambo khush hua.
Amrish Puri – Dilwale Dulhania Le Jayenge
Dilwale Dulhania Le Jayenge - Zarooraton ne par kaat diye hai ... roti paon ki zanjeer ban gayi hai.
Amrish Puri – Damini
Damini - Aaisi nass dabaonga ki cheenk nikal jayegi.
Amrish Puri – Karan Arjun
Karan Arjun - Aaisi maut maroonga is kamine ko ... ki bhagwan yeh punar janam waala system hi khatam kar dega.
Amrish Puri – Damini
Damini - Yeh adaalat hai, koi mandir ya dargah nahi jahan mannatein aur muraadein poori hoti hai ... yahan dhoop batti aur narayal nahi ... balki thos saboot aur gawah pesh kiye jaate hai.
Amrish Puri – Vishwatma
Vishwatma - Ajgar kisse, kab aur kahan nighal jaata hai … yeh toh marne waale ko bhi pata nahin chalta.
Amrish Puri – Garv
Garv : Khoon ki holi aap jaise politicians khelte hain ... police nahin!
Amrish Puri – Ghayal
Ghayal - Joh zindagi mujhse takrati hai ... woh sisak-sisakar dum todhti hai.
Amrish Puri – Karan Arjun
Karan Arjun - Main toh samajhta tha ki duniya mein mujhse badkar kamina aur koi nahi hai ... lekin tumne end mauke par aaisa kaminapan dikhaya hai ... ki hum tumhare kaminepan ke ghulam ho gaye hai.
[inline-gallery]
An Architecture student by Profession, a Bollywood Buff and Writer by Passion.