Wazir Team with Javed Akhtar

Renowned writer, Javed Akhtar treated the Wazir Team with an impromptu creation, a poem soon after watching rushes of the film.

Wazir, an action drama intrigued the writer soo much so that he quickly penned down a poem around the films plot.

The poem, an elaboration on the films title ‘Wazir’ and its complexities is a beautiful composition aptly describing the mystery around the titular character Wazir!

Team Wazir was extremely overwhelmed by Javed Akhtar’s sweet gesture.

The team also requested the ace writer to recite the poem during the films trailer launch event, to which Javed Akhtar kindly obliged.

[Advertisement]

WAZIR_byJavedAkhtar

Ye khel kya hai?
Mere mukhalif ne chal chaldi hai
Aur ab meri chal ke intejaar mai hai
Magar mai kabse, safed khano, siya khano mai rakhe, kale, safed mohro ko dekhtahu,
Mai sochtahu, ye mohre kya hai,
Agar mai samjhuki ye jo mohre hai sirph lakdi kehai khilone,
Toh jeetna kya hai, haar na kyahai
Na ye zaroori na vo ahem hai…
Agar khushi nahai jeetne ki, na haarneka hi koi gumhai, to khel kya hai
Mai sochtahu jo khelna hai, toh apne dilmai yakeen karlu,
Ye mohre sachmuch ke badsah ho wazir, sach much ke hai pyaade,
Aur inke aage hai dushmano ki vo fauj,
Rakhti hai jo ki mujhko tabah karneke saare mansoobe, sab irade,
Magar mai aisa jo maan bhilu, toh sochta hu ye khel ka bhai,
Ye jang hai, jisko jeetna hai,
Ye jang hai, jisme sab hai jaayaz,
Koi ye kehta hai jaise mujhseye jang bhi aur khel bhi hai,
Ye jang hai par khiladiyo ki,
Ye khel hai jang kidarahka,
Mai sochtahu, ye khel hai isme is tarah ka usoolkyon hai,
Ki koi mohra rehke jaaye,
Magar jo hai baadshah, us par kabhi koi aanch bhi naaaye,
Wazir hi ko hai bas ijaazad ki jistaraf bhi vo caahe jaaye,
Mai sochtahu, jo khel hai isme is tarah ka usool kyon hai,
Pyaada jo apne ghar se nikle, palat ke waapas najane paaye,
Mai sochtahu, agar ye hi hai usool, toh phir vasool kya hai,
Agar ye hi hai ye khel, toh phir ye khel kya hai,
Mai in sawaalo se jaane kab se ulajhrahahu,
Mere mukhaalif ne chaalchal di hai,
Aur ab meri chaalke intejaar mai hai.

Leave a Reply

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *