Arjun
Arjun - Main us Mahabharat ka Arjun hoon ... jis Mahabharat ke Duryodhan aap hai
Ghatak
Ghatak - Mard banne ka itna shauk hai...Toh kutto ka sahara lena chhod de
Ghatak
Ghatak - Ye mazdoor ka haath hai, Loha piglakar uska aakar badal deta hai
Border
Border - Zindagi aur maut waheguru ke hath mein hai... Aur mera waheguru dushman ke saath nahin Mere saath hai
Border
Border - Aaj se tumhari har goli par desh ke dushman ka naam likha hoga
Gadar
Gadar - Humara hindustan zindabad tha, zindabad hai aur zindabad rahega
Jeet
Jeet - Lashein bhicha doonga lashein !
Ghayal
Ghayal - Main tera woh hashar karoonga , Ke tujhe apne pehda hone par afsoos hoga
Damini
Damini - Jab ye dhai kilo ka hath kisi pe padta hai na... Toh aadmi uthta nahi.....Uth jata hai
Damini
Damini - Tarikh par tarikh, tarikh par tarikh, tarikh par tarikh, tarikh par tarikh milti rahi hai Lekin insaaf nahi mila my lord, insaaf nahi mila.....Mili hai toh sirf yeh tarikh.
Sunny Deol is the son of veteran Bollywood actor Dharmendra and the elder brother of actor Bobby Deol. He is known for his powerful voice who  has always portrayed the role of an angry young man. He has mesmerized the audience with this unique style of dialogue delivery. Sunny has given some outstanding performances and with some epic movies he has also delivered some witty and powerful dialogues. Have a look at these 10 most powerful dialogues of Sunny Deol.
[inline-gallery]