Agneepath (1990)
'Pagar badao... pandrah sau rupiye me ghar nahin chalta, saala imaan kya chalega?'
Agneepath (1990)
'Vijay Dinanath Chauhan; poora naam, baap ka naam Dinanth Chauhan, maa ka naam Suhasini Chauhan, gaon Mandwa, umar chhattis saal, nau mahina, aath din, yeh solvaan ghanta chal rahela hai... haain?'
Anand (1971)
'Anand mara nahi, Anand marte nahi.'
Deewar (1975)
'Jao pehle us aadmi ka sign le ke aao jisne mera baap ko chor kaha tha; pehle us aadmi ka sign le ke aao jisne meri maa ko gali deke naukri se nikal diya tha; pehle us aadmi ka sign le ke aao jisne mere haath pe ye likh diya tha..ye.. Uske BAAD, uske baad, mere bhai, tum jahan kahoge main wahan sign kar doonga.'
Deewar (1975)
Peter, tum log mujhe wahan dhoond rahe the aur main tumhara yahan intezaar kar raha hun.
Deewar (1975)
Aaj mere paas bangla hai, gaadi hai, bank balance hai, kya hae tumhare paas?
Don (1978)
'Don ka intezar toh gyaarah mulkon ki police kar rahi hai. Lekin Soniya, ek baat samajhlo Don ko pakadna mushkil hi nahi, namumkin hai'.
Hum (1991)
'Is duniya mein do tarah ka keeda hote hai. Ek woh jo kachre se uthta hai. Aur doosra woh jo paap ki gandegi se uthta hai. Kachre wala keeda insaan ko bimaar kar deta hai. Magar paap ki gandegi ka keeda saare samaaj ko bimaar kar deta hai. Kachre ke keede ko maarne ke liye flit bazaar mein milta hai. Magar paap ke keede ko marne wala flit, saala, bana hi nahi hai aaj tak.'
Kaalia (1981)
Hum jahan khade ho jaate hain, line wahi se shuru hoti hain.
Kabhi Kabhi (1976)
Badi himmat chahiye, Vijay Sahab, bada hausla chahiye iske liye. Daag daaman pe nahi dil pe liya hai maine'.
Laawaris (1981)
Apun woh kutte ki dum hai, jo baara baras nalli ke andar daal ke, nalli tedi hoti, apun seedha nahin hota!
Lawaaris (1981)
Agar apni maa ka doodh piya hai to saamne aa.
Mard (1985)
'Jo mard hota hai usse dard nahi hota.'
Muqaddar Ka Sikandar (1978)
'Sikandar kabhi kanoon ko apne haath mein nahi leta. Aur waise bhi main isse yahan nahi maarne wala tha. Yeh mera ilaaka hai. maar khaane ke baad yeh mujhe badnaam karta ke Sikandar ne apne mohalle mein bulake peet daala. Nahi isse toh main iske ghar mein hi jaakar maroonga'.
Namak Halal (1982)
'Lo kallo baat. Arre babuji, aisi English aave that I can leave angrez behind. You see sir, I can walk English. I can talk English. I can laugh English. Because English is a very phunny language. Bhairon becomes Baron and Baron becomes Bhairon because their minds are very narrow.'
Namak Haraam (1973)
Hai kisi maa ke laal me himmat, jo mere saamne aaye?
Sarkar (2005)
Mujhe jo sahi lagta hai main karta hoon, fir chahe wo bhagwan ke khilaaf ho, kanoon ke khilaf ho ya pure system ke khilaaf.
Shahenshah (1988)
"Rishte mein toh hum tumhare baap lagte hain, naam hai Shahenshah."
Sharaabi (1984)
"Moochein ho toh Nathulal ji jaisi ho warna na ho."
Sharaabi (1984)
Zindagi ka tambu teen bambuo pe khada hai.
Sholay (1975)
Tumhara naam kya hai, Basanti?
Zanjeer (1973)
"Jab tak baithne ko na kaha jaaye sharafat se khade raho. Yeh police station hai tumhare baap ka ghar nahi."
Deewar (1975)
Jao pehle us aadmi ka sign le ke aao jisne mera baap ko chor kaha tha; pehle us aadmi ka sign le ke aao jisne meri maa ko gali deke naukri se nikal diya tha; pehle us aadmi ka sign le ke aao jisne mere haath pe ye likh diya tha..ye.. Uske baad.. mere bhai,tum jahan kahoge main wahan sign kar doonga.
Trishul (1978)
'Jisne pachchees saal se apni maa ko thoda thoda marte dekha ho, use maut se kya darr.'
Satte Pe Satta (1982)
'Chain khuli ki main khuli ki chain.'
[inline-gallery]