Raaj Kumar
"Hum tumhe maarenge, aur zaroor maarenge ... lekin woh bandook bhi hamari hogi, goli bhi hamari hogi aur waqt bhi hamara hoga."
Raaj Kumar
"Hamari zabaan bhi hamari goli ki tarah ... dushmanon se seedhe baat karti hai"
Raaj Kumar
"Na talwaar ki dhaar se, na goliyon ki bauchaar se ... banda darta hai toh, sirf parvar digaar se"
Raaj Kumar
"Khaash ke tumne hum mein aawaaz di hoti ... toh hum maut ki neend se uthkar chale aate"
Raaj Kumar
"Dada toh is duniya mein sirf do hain ... ek upar waala aur doosre hum"
Raaj Kumar
"Hum tumhe woh maut denge ... joh na to kisi kanoon ki kitaab mein likhi hogi ... aur na hi kabhi kisi mujrim ne soochi hogi"
Raaj Kumar
"Auron ki zameen khodoge, toh usme se matti aur patthar milenge ... aur hamari zameen khodoge, toh usme se hamare dushmano ke sar milenge"
Raaj Kumar
"Hum tumhe aisi maut maarenge ... tumhari aane waali nasalon ki neend bhi uss maut ke khauf se udh jayegi"
Raaj Kumar
"Hum apne kadmo ki aahat se hawa ka rukh badal dete hai"
Raaj Kumar
"Apna toh ussool hai ... pehle mulaqat, phir baat, aur phir agar zaroorat pare toh laat"
Raaj Kumar
"Jinke apne ghar sheeshay ke hoon ... woh doosron par patthar nahi phenka karte"
Raaj Kumar
"Jaani, yeh chaku hai, lag jaaye to khoon nikal jaata hai"
Raaj Kumar started out as sub-inspector I.A.S. of Mumbai Police in the late 1940s before he turned to acting with the 1952 film Rangeeli. He appeared in the Oscar-nominated 1957 film Mother India and went onto star in over 70 Hindi films in a career that spanned over four decades. He died of throat cancer at the age of 69 on 3 July 1996. He is mesmerized for his action to unique style of dialogue delivery. Here we bring to you epic dialogues of Raaj Kumar which will always be remembered.
[inline-gallery]